CHORDS: Chhoo lene do nazuk hothon ko

Discussion in 'Hindi Guitar Tabs - Submit or Request' started by bitswit, Sep 26, 2013.

  1. bitswit

    bitswit New Member

    Hi guys, my first submission...classic oldie by Rafi saab from film Kajal (1965). I play it with Capo on 2.
    Hope you like it - suggestions/ comments welcome:


    Am------------G-------Am-------------Dm----------Am
    Chhoo lene do nazuk hothon ko …. kuch aur nahi hai jaam hai ye………… (2)*
    Am------------G-------Am
    Kudrat ne jo hum ko bakhsha hai
    Dm-----------------Am
    wo sab se haseen inaam hai ye
    Am-----------G--------Am
    Choo lene do nazuk honton ko..

    C-------------------G-----------Em--------------Am
    Sharma ke na yuuhi kho dena….rangeen jawani ki ghariyan ……………………(2)*
    C--------G----------Am---------Dm--------------Am
    Betaab dharakte seenoo ka armaan bhara paigaam hai ye
    Am---------G-----------Am------------Dm------------Am
    Chhoo lene do nazuk hothon ko …. kuch aur nahi hai jaam hai ye
    Am----------G----------Am
    Chhoo lene do nazuk honton ko


    C----------------G------------------Em-------Am
    Achhon ko bura saabit karna duniya ki purani aadat hai ………………………….(2)*
    --C----------G--------Am------------Dm--------------Am
    Iss may ko mubarak cheez samajh….. maana ke bahut badnaam hai ye
    Am---------G-----------Am------------Dm-------------Am
    Chhoo lene do nazuk hothon ko …. kuch aur nahi hai jaam hai ye …………. (2)
    Am----------G--------Am
    Kudrat ne jo hum ko bakhsha hai
    Dm-------------------Am
    wo sab se haseen inaam hai ye
    Am------------G--------Am
    Choo lene do nazuk honton ko..

    * Interlude between repetitions: G-Em-C-Am
     
  2. rohit_nsk

    rohit_nsk New Member

    can you please post tabs
     
  3. jimihndrx

    jimihndrx Guitar Hero



    Here are the correct chords
    :

    Code:
    Lyrics- Sahir Ludhianvi
    Music- Ravi
    
    Chords-
    
    
    Mukhra:
    
            Am      G      Am
    {Chhoon lene do naazuk hotton ko
    
         Am             G         C
    kuch aur nahin hain jaam hain yeh}- 2x
    
       Am        G     Am
    Kudrat ne jo humko baksha hai
    
       Am             G        C
    wo sabse haseen iinaam hai yeh
    
           Am      G      Am
    Chhoon lene do naazuk hotton ko
    
    
    
    Antra:
    
         Am             G           Em          G       Am
    {Sharma ke na yunhi kho dena rangeen jawani ki ghariyaan}- 2x
    
      Am      G     Am
    Betaab dhadakte seeno ka
    
      Am            G       C
    armaan bhara paigam hai ye
    
           Am      G      Am
    Chhoon lene do naazuk hotton ko
    
         Am             G         C
    kuch aur nahin hain jaam hain yeh
    
    
    rest is same

    jimihndrx
     
    Last edited: Jun 5, 2022

Share This Page