- [schema type=”musicrecording” inalbum=”Jannat 2 ” byartist=”Emraan Hashmi, Randeep Hooda, Esha Gupta, Imran Zahid” author=”Sanjay Masoom” creator=”Rahat Fateh Ali Khan ” inlanguage=”Hindi” headline=”Tera Deedar Hua” ]
Yu tera muskurana aur aake chale jana
yu tera muskurana aur aake chale jana
kismat ka hai khul jana, tera didar hua
pehla sa pyar hua, pehli hi bar hua is dil ko
na toh inkaar hua, na hi ikraar hua
jaane kya yaar hua is dil ko
yu tera muskurana aur aake chale jana
kismat ka hai khul jana, tera didar hua
pehla sa pyar hua, pehli hi bar hua is dil ko
na toh inkaar hua, na hi ikraar hua
jaane kya yaar hua is dil ko
tujhse mila toh jaagi duvaye aur nazar ne sazda kiya
jannat zami pe aayi utar ke khushiyo ne jaise chun sa liya
tujhse mila toh jaagi duvaye aur nazar ne sazda kiya
jannat zami pe aayi utar ke khushiyo ne jaise chun sa liya
har manjar dilnashi hai, tu hi tu har kahi hai
ho teri ye adaaye toh hai saari katilana
tera didar hua pehla sa pyar hua, pehli hi bar hua is dil ko
na toh inkaar hua, na hi ikraar hua
jaane kya yaar hua is dil ko
tere bina main tanha tha har pal, hotho pe hardam thi tishnagi
maksad nahi tha sapne nahi the, thi zindagi me aawargi
tu mera rahnuma hai, manjil hai rasta hai
ho mere liye tu toh jaise rab ka hai nazrana, tera didar hua
pehla sa pyar hua, pehli hi bar hua is dil ko
na toh inkar hua, na hi ikrar hua
jaane kya yaar hua is dil ko
yu tera muskurana aur aake chale jana
yu tera muskurana aur aake chale jana
kismat ka hai khul jana, tera didar hua
pehla sa pyar hua, pehli hi bar hua is dil ko
na toh inkaar hua, na hi ikraar hua
jaane kya yaar hua is dil ko
Also CheckOut: Tera Deedar Hua Lyrics in Hindi
Leave a Reply